#ThankYou #AdityaBhardwaj
"Thank You" encapsulates the essence of letting go, embracing self-love, and reclaiming the reins of life. The melodies effortlessly transports listeners to the nostalgic aura of the 80s, immersing them in a simpler yet groovier era.
Stream here -
https://out-now.lnk.to/ThankYou
🎶Audio Credits🎵:
Track Title : Thank You
Artist & Music - Aditya Bhardwaj
Music Composer & Lyricist : Aditya Bhardwaj
Music Producer(s) : Vedaant Verma, Kaushik Sarma, Aditya Bhardwaj
Mix and Master : Sujal
@ MWV Studios
Video Credits :
Directed By - Akshay Joshey
Ad - Dev Thakur, Kuldeep
DOP - Pankaj Bisht, Aman Dixit
Creatives : Nishit Rawat, Naman Nagpal, Justin Rufus
Publicity Design : itskdesign
Follow Aditya Bhardwaj on:
Instagram -
https://www.instagram.com/adityabhardwajmusic/
Facebook -
https://www.facebook.com/adityabhardwajofficial
Follow Warner Music India :
Instagram -
https://www.instagram.com/warnermusicindia
Facebook -
https://www.facebook.com/WarnerMusicInd
Twitter -
https://twitter.com/warnermusicin
Lyrics :
Verse
Zindgi mein kitni cheezen khushi khushi rehne ko,
Par Meri Khushi Tuj-hi Pe Tiki Hui Hai Kyun?
.
Zindgi mein kitni baatein reh gayi thi kehne ko,
Par Meri Baatein Tujh-hi Pe Ruki Hui Hain Kyun?
.
Prechorus 1
Nikal Ne Jhank-na hai Bahar Meri Khidki Se,
Badla Badla sa hai Samaa,
Ab Kabhi Padna Ni Inn Saare Chakkaron Mein,
Karni ni Zindgi Tabahh,
Chorus
Han Khush Rehna Maine Tujhse Hi Seekha Hai,
Aisa Sikhaya Tune Maza Bada Aagaya
Jaise Tu Jee Raha Tha Vaise Hi To Jeena Hai,
Ab Mera Kal Mujhe Or Ni Sata Raha,
.
Han Khush Rehna Maine Tujhse Hi Seekha Hai,
Aisa Sikhaya Tune Maza Bada Aagaya
Jaise Tu Jee Raha Tha Vaise Hi To Jeena Hai,
Ab Mera Kal Mujhe Or Nahi Khaa Raha,
.
Bridge
Kaisi Kahaniyaan faila raha hai tu,
Isse Pata Ni Tujhe Kya Hi Milega,
Ja Ja ke sabko suna raha hai kyun?
Isse Pata Ni Tujhe Kya Hi Milega
.
Yehi Bachpana Tera Jo Kabhi Acha Lagta Tha
Vohi Kha Raha Hai Mujhe Hai Aaj Kal
Sabse Sundar chehre sabse kaali raatein de-jaate hain
Ab Aagayi Hai Mujhko Akal
Verse 2
Ab Meri Zindagi Mein, Cheezen Kaafi Kehne Ko,
Or Sunne Wale Bhi Bathere Hain Khade Yahan,
Kardenge Kuch Bhi Ek Ishare Pe Mere Liye,
Vo Tere Jaise Ni Uthate Mera Faydaa,
Pre Chorus 2
Ab Jo Main Aagayi Hun Bhaar Mere Sadme Se,
Badlungi Poora Ye Jahaan,
Haan,
Aayegaa Tu Bhi Ek Din Mere Kadmon Mein,
Kar Dungi Tujhko Main,
Fanaaaa
Chorus
Han Khush Rehna Maine Tujhse Hi Seekha Hai,
Aisa Sikhaya Tune Maza Bada Aagaya,
Jaise Tu Jee Raha Tha Vaise Hi To Jeena Tha,
Ab Mera Kal Mujhe Or Ni Sata Raha,
Han Khush Rehna Maine Tujhse Hi Seekha Hai,
Aisa Sikhaya Tune Maza Bada Aagaya,
Jaise Tu Jee Raha Tha Vaise Hi To Jeena Tha,
Ab Mera Kal Mujhe Or Ni Sata Raha,